Kon kehta hai pyaar may pakray jaeen gay? Waqt aanay per behen bhai ban jaeen gay
Mohabbat mujhay un jawano se hai Jo khatay peetay gharano se hain
Hathi nay kaha ja kar hathni ki kabar per Sadqay jaoo tumhari patli kamar per
Hum nay usay dekha angle badal kar Us nay hamay mara sandle [...]
Kon kehta hai pyaar may pakray jaeen gay?
Waqt aanay per behen bhai ban jaeen gay
Mohabbat mujhay un jawano se hai
Jo khatay peetay gharano se hain
Hathi nay kaha ja kar hathni ki kabar per
Sadqay jaoo tumhari patli kamar per
Hum nay usay dekha angle badal kar
Us nay hamay mara sandle badal kar
Aj bagh may kali hai, kal gulaab ho ga
Mujh se shadi karlo,tum ko sawab ho ga
chandni chand se hogi to sitaroon ka kiya ho ga
mohabbat eik se hogi to hazaroon ga kiya ho ga
BAZAHIR WO MERA KHAYAL KARTI HAI
JHOOT BOLTI HAI MAGAR KAMAL KARTI HAI
TU SAWAL NAHI EK PHALI HAI
MERI MANZIL TU NAHI TARI SAHELI HAI TU
SHAMA HOTI MAIN PARWANA HOTA
NA TU COACHING JATI NA MAIN DIWANA HOTA
aik sheer hay isaa zara ghoor say sun na
mujha nahi aya ta kisi aur say sun na ….
PANI AANAY KI BAAT KARTE HOO
DIL JALANE KI BAAT KARTE HOO
CHAr DIN SE MOO NAHI DHOIYA
UM NAHANE KI BAAT KARTE HOO
PHOOL KO MAT TORO KANTA LAG JAI GA
LARKI KO MAT CHAIRO CHANTA LAG JAI GA
hazaroo larkia asi ke har larki pay dam nikle
jis larki pay dam nikle wo larki ghar se kam nikle
phool kharab nahi hota makhia kharab karti hai
larka kharab nahi hota larkia kharab karti hai
himmat hai to duniya se bagawat karlo
warna jaha maabap bolay waha shaadi karlo
or bhi chizain lut chuki hain dil ke sath
yeh batayen doston ne ishq farmane ke baad
is liye kamre ki eik eik chiz check karta hoon main
" eik tere ane se pehle eik tere jane ke baad"
doob te ko tinkay ka sahara chahye
shadi k liay behnon ka ek ishara chahye
hazar nuks nikalti hain larke k chahre main
koi pooche to un se kia sitara chahye
chaar shararon se baat nahi banne wali
saath main to un ko ek khatara chahye
behno! karo khayal kam hogaye hain baal
warna kahen ge woh larka hamen karara chahye
kitni bar kaha baaji larki hai yehi behter
mughay bhi to aakhir gunahon ka kuffara chahye
tum bhi sunlo larki walon yeh daastaaan
phir na kehna hamen interview doobara chahye
ab to reh guzar main aakay par gaya hoon
le jao jis ko bhi yeh baaboo bichara chahye
kion dikhayi larki walon ki itni sharafat jawed
woh kehte hain hamen larka thora aawara chahye
No comments:
Post a Comment